Aisi Roti De

Aisi roti de mujhko, aisa paani de mujhko

Kha kar main bhukha na rahoon

Peekar main pyaasa na rahoon

Mere yesu yesu….


Tera vachan roti meri, tera vachan paani mera

Kha kar main……


Tera masah roti meri, tera masah paani mera

Kha kar main…


Yesu masih roti meri, yesu masih paani mera

Kha kar main….