Aa Pavitra Aatma

Aa pavitra aatma tu aaja

Aa main prarthna karoon

Aa apni shakti mein aaja

Aa apni namrata mein aa


Gyan apne bacchon ko de de

Andhon ki roshni tu ban

Nirbal ko shakti tu de de

Le meri aatma tan man


Sukhe mein chashma baha de

Murjhaye man mein tu aa

Aa apne saamarth mein aaja

Choole sampoorn bana